SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jjuz"
Ghazal MATCHES FOR ".jjuz"
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
fitrat-e-husn to ma.aluum hai tujh ko hamdam
chaara hii kyaa hai ba-juz sabr so hotaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
juz tire ko.ii bhii din raat na jaane mere
tuu kahaa.n hai magar ai dost puraane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
huu.n qatra-zan ba-vaadii-e-hasrat shabaana roz
juz taar-e-ashk jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Ghazal
juz sazaa aur ho shaayad ko.ii maqsuud un kaa
jaa ke zindaa.n me.n jo rahte hai.n gharo.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
juz zamiin-e-kuu-e-jaanaa.n kuchh nahii.n pesh-e-nigaah
jis kaa darvaaza nazar aayaa sadaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhalaa kahaa.n ko.ii juz is ke milne vaalaa thaa
bas ek jur.at-e-naakaam le gayaa mujh se
Farhat Abbas Shah
Ghazal
juz dil ko.ii makaan nahii.n dahr me.n jahaa.n
rahzan kaa KHauf bhii na rahe dar khulaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
juz qais aur ko.ii na aayaa ba-ruu-e-kaar
sahraa magar ba-ta.ngi-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ga.e us ke juz afsos nahii.n kuchh haasil
haif sad haif ki kuchh qadr na jaanii us kii