SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaake"
Ghazal MATCHES FOR "KHaake"
Ghazal
lipaT gayaa tiraa diivaana garche manzil se
u.Dii u.Dii sii hai ye KHaak-e-rahguzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHaaksaarii ke liye garche banaayaa thaa mujhe
kaash KHaak-e-dar-e-jaanaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
is KHaak-e-badan ko kabhii pahu.nchaa de vahaa.n bhii
kyaa itnaa karam baad-e-sabaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
ranj-e-safar kii ko.ii nishaanii to paas ho
tho.Dii sii KHaak-e-kuucha-e-dilbar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tire maqaam ko anjum-shanaas kyaa jaane
ki KHaak-e-zinda hai tuu taaba-e-sitaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo mile agar to use kahuu.n ai gulaab shaKHs
ko.ii tujh saa kyaa tirii KHaak-e-paa nahii.n ho sakaa