SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHayaal-e-bosa"
Ghazal MATCHES FOR "KHayaal-e-bosa"
Ghazal
mai.n kahaa.n aur KHayaal-e-bosa kahaa.n
mu.nh se mu.nh yuu.n bhi.Daa diyaa kin ne
Khwaja Meer Dard
Ghazal
be-niyaazii to milaa kartii hai duniyaa se 'KHayaal'
tum kisii taur na tajdiid-e-Gam-e-zaat karo
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa
Rafique Khayal
Ghazal
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
zahr-e-tanhaa.ii-e-Gam pii ke mohabbat me.n 'KHayaal'
kis tarah maut ko jiine kaa sahaaraa kahiye
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
yaadash-ba-KHair dil kaa KHayaal aa ke rah gayaa
is be-dilii me.n jiite hai.n kis be-hisii se ham
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
laazim ye pesh-KHema-e-aafaat hai 'KHayaal'
bejaa jamaa nahii.n hai.n parinde alaap par
Rafique Khayal
Ghazal
ra.ng-o-nik.hat ke KHazaane bhii zamii.n-bos hu.e
chal ke KHud aane lagii KHushbuu KHariidaar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki siine ke daaG lau de.nge
ko.ii jo mehnat-e-fan kaa ma.aal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek KHutba jo diyaa hazrat-e-zainab ne 'KHayaal'
aaj tak Daal rahaa hai kisii darbaar pe KHaak
Ahmad Khayal
Ghazal
ye kaarvaan-e-badan hai safar-guzaar-e-'KHayaal'
jaras kii guu.nj pe kuchh der ko Thaharte hu.e
Salman Khayal
Ghazal
bharii bahaar ke din hai.n KHayaal aa hii gayaa
uja.D na jaaataa to phuulo.n me.n aashiyaa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tujh ko ye naaz ki to KHaaliq-e-naGma hai 'KHayaal'
mujh ko ye faKHr ki tuu ne mujhe barbaad kiyaa