SEARCH RESULTS
Showing search results for "asl"
Ghazal MATCHES FOR "asl"
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
sab log kahaanii me.n hii masruuf rahe the
dar-asl adaakaar haqiiqat me.n mare the
Danish Naqwi
Ghazal
sanam hazaar hu.aa to vahii sanam kaa sanam
ki asl hastii-e-naabuud hai adam kaa adam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dil ajab mushkil me.n hai ab asl raste kii taraf
yaad piichhe khii.nchtii hai aas aage kii taraf
Muneer Niyazi
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
gudaaz-e-dil se baatin kaa tajallii-zaar ho jaanaa
mohabbat asl me.n hai ruuh kaa bedaar ho jaanaa
Josh Malihabadi
Ghazal
tujh ruKH pe mujhe nuur-e-ilaahii nazar aaya
jo asl me.n hai so hii kamaahii nazar aaya
Arshad Aurangabadi
Ghazal
kartaa kuchh aur hai vo dikhaataa kuchh aur hai
dar-asl silsila pas-e-parda kuchh aur hai
Aftab Hussain
Ghazal
kahaa kis ne musalsal kaam karne ke liye hai
ye duniyaa asl me.n aaraam karne ke liye hai
Ashfaq Husain
Ghazal
mire nishaan bahut hai.n jahaa.n bhii hotaa huu.n
magar dar-asl vahii.n be-nishaa.n bhii hotaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Qasim Yaqub
Ghazal
jo duusro.n kii KHataa.e.n mu.aaf karte hai.n
dar-asl dil se kuduurat vo saaf karte hai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
ik kahaanii jo sabhii ko vo sunaataa bhii nahii.n
asl kirdaar mire saamne laataa bhii nahii.n
Asif Bilal
Ghazal
meraa junuu.n hii asl me.n sahraa-parast thaa
varna bahaar kaa bhii yahaa.n bandobast thaa