SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachpan"
Ghazal MATCHES FOR "bachpan"
Ghazal
u.Dne do parindo.n ko abhii shoKH havaa me.n
phir lauT ke bachpan ke zamaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mumkin hai hame.n gaa.nv bhii pahchaan na paa.e
bachpan me.n hii ham ghar se kamaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
phir to ye uu.nchaa hii hotaa jaa.egaa
bachpan ke haatho.n me.n chaa.nd aa jaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
phir aa.egaa vo mujh se bichha.Dne ke vaaste
bachpan kaa daur phir se javaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jis naam se tuu ne mujhe bachpan se pukaaraa
ik 'umr guzarne pe bhii vo naam na bhuuluu.n
Kishwar Naheed
Ghazal
mai.n ne tasviir-kashii kar ke javaa.n kii aulaad
un ke bachpan kii tasaaviir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
ka.ii sitaaro.n ko mai.n jaantaa huu.n bachpan se
kahii.n bhii jaa.uu.n mire saath saath chalte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
sohbat aa.iine se bachpan me.n KHudaa KHair kare
vo abhii se kahii.n samjhe.n na jamaal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
is tarah guzraa hai bachpan ki khilaune na mile
aur javaanii me.n bu.Dhaape se mulaaqaat hu.ii
Manzar Bhopali
Ghazal
har janam me.n mujhe yaado.n ke khilaune de ke
vo bichha.Dtaa rahaa mujh se miraa bachpan ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
yaad hai abhii tak vo ek shaam bachpan kii
jaane kyaa hu.aa thaa sab log ghar ke ro.e the