SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachpan"
Nazm MATCHES FOR "bachpan"
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
magar mujh ko lauTaa do vo bachpan kaa saavan
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Nazm
o des se aane wale bata
vo Gaarat-e-iimaa.n kaisii hai
bachpan me.n jo aafat Dhaatii thii
Akhtar Shirani
Nazm
jugnu
vo Tahniyo.n ke kamanDal liye jaTaadhaarii
zamaana dekhe hu.e hai ye pe.D bachpan se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
ye supurdagii hai
ye supurdagii bachpan hai aur bachpan bahisht...
Sarvat Husain
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan
baa.nkpan siikh liyaa ishq kii uftaado.n se
dil lagaayaa bhii to tere hii parii-zaado.n se
Josh Malihabadi
Nazm
mehnat karo
bachpan rahaa kis kaa bhalaa anjaam ko socho zaraa
ye to kaho khaa.oge kyaa mehnat karo mehnat karo
Mohammad Husain Azad
Nazm
eid
kitnii mastaana sii thii eid mire bachpan kii
ab KHayaalo.n me.n bhii laataa huu.n to kho jaatii hai
Salahuddin Ayyub
Nazm
nauha
is me.n to merii bahut qiimtii tasviire.n thii.n
is me.n bachpan thaa miraa aur miraa ahd-e-shabaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachpan
ko.ii kaash mujh par ye ehsaan kar de
kii bachpan ke kuchh pal mere naam kar de
Nitin Nayab
Nazm
bachpan ka wo zamana
aataa hai yaad mujh ko bachpan kaa vo zamaana
rahtaa thaa saath mere KHushiyo.n kaa jab KHazaana
Abdul Qadir
Nazm
ai nai nasl
mere bachpan kii dost ye galiyaa.n
jin me.n rusvaa hu.aa shabaab kaa naam