SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajang aamad col mohammad khan ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "bajang aamad col mohammad khan ebooks"
Ghazal
Mohammad Ajmal Niyazi
Ghazal
bichha.D ke tujh se kisii duusre pe marnaa hai
ye tajraba bhii isii zindagii me.n karnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.nhii mar mar ke ji.e.n vaqt guzaare jaa.e.n
zindagii ham tire haatho.n se na maare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
gar ek shab bhii vasl kii lazzat na paa.e dil
phir kis umiid par ko.ii tum se lagaa.e dil
Agha Mohammad Taqi Khan taraqqi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
chaak-pairaahanii-e-gul ko sabaa jaantii hai
mastii-e-shauq kahaa.n band-e-qabaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
din guzartaa hai kahaa.n raat kahaa.n hotii hai
dard ke maaro.n se ab baat kahaa.n hotii hai
Ahmad Rahi
Ghazal
aisaa nahii.n ki un se mohabbat nahii.n rahii
jazbaat me.n vo pahlii sii shiddat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
aa.iina kyuu.n na duu.n ki tamaashaa kahe.n jise
aisaa kahaa.n se laa.uu.n ki tujh saa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo Gair the vo isii baat par hamaare hu.e
ki ham se dost bahut be-KHabar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
jab har ik shahr balaa.o.n kaa Thikaana ban jaa.e
kyaa KHabar kaun kahaa.n kis kaa nishaana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
haath se naaptaa huu.n dard kii gahraa.ii ko
ye nayaa khel milaa hai mirii tanhaa.ii ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vo agar ab bhii ko.ii ahd nibhaanaa chaahe
dil kaa darvaaza khulaa hai jo vo aanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
qurbato.n me.n bhii judaa.ii ke zamaane maa.nge
dil vo be-mehr ki rone ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
so.e hu.e jazbo.n ko jagaanaa hii nahii.n thaa
ai dil vo mohabbat kaa zamaana hii nahii.n thaa