SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhagat"
Ghazal MATCHES FOR "bhagat"
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dikhaa rahe hai.n tavaatur se KHaamiyaa.n merii
bhagat rahaa huu.n sazaa aa.ino.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
bagulo.n se un ke ruup bhagat ban ke aa.e kuchh
makkhii ko yaar chho.D ke haathii nigal ga.e
Ghani Ghayoor
Ghazal
tark-e-lazzaat pe maa.il jo ba-zaahir hai mizaaj
aaj to bagulaa-bhagat jaise bane hai.n mahraaj
Shauq Bahraichi
Ghazal
tum ne mahfil me.n jagah dii use hasrat hai mujhe
Gair is aav-bhagat kaa to sazaa-vaar na thaa
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
hayaat ek sazaa hai bhagat rahaa huu.n mai.n
dar-e-qubuul se lauTii hu.ii du.aa huu.n mai.n
Ghani Ejaz
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
Kundan Aravali
Ghazal
bazm me.n 'aarif' kii kyo.n hotii hai ye aa.o-bhagat
Gaaliban us par nigaah-e-dostaa.n pahle se hai
Aarif Dehelwi
Ghazal
ab daastaan-e-shiirii.n-o-farhaad chho.D kar
ashfaaq ke bhagat ke KHayaalaat pe likhe.n
Khalid Azmi
Ghazal
ham se bhaagaa na karo duur Gazaalo.n kii tarah
ham ne chaahaa hai tumhe.n chaahne vaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye raste rahravo.n se bhaagte hai.n
yahaa.n chhup chhup ke chaltii hai.n havaa.e.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye raushnii ke ta.aaqub me.n bhaagtaa hu.aa din
jo thak gayaa hai to ab is ko muKHtasar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
aa.iine se pardaa kar ke dekhaa jaa.e
KHud ko itnaa tanhaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bhagvaan hii bheje.nge chaaval se bharii thaalii
mazluum parindo.n kii ma.asuum sabhaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
kyaa gul khilegaa dekhiye hai fasl-e-gul to duur
aur suu-e-dasht bhaagte hai.n kuchh abhii se ham