SEARCH RESULTS
Showing search results for "braahiim"
Ghazal MATCHES FOR "braahiim"
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
aatish-e-paa-e-braahiim bujhaane vaale
ab ke sahraa me.n mujhe aabla-paa.ii nahii.n de
Saima Zaidi
Ghazal
vo agar chaahe to kaafir ko musalmaa.n kar de
aazarii diin-e-braahiim bhii ho saktii hai
Mohammad Asif Nazeer
Ghazal
ik sanam roz taraashaa aur use to.D diyaa
zehn-e-insaa.n hai 'braahiim' ki 'aazar' kyaa hai
Jauhar Balliawi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
judaa the ham to mayassar thii.n qurbate.n kitnii
baham hu.e to pa.Dii hai.n judaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
diida o dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam-e-firaaq
saaz-o-saamaan baham pahu.nchaa hai rusvaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sham o parvaana na mahfil me.n ho.n baaham zinhaar
sham.a-ruu ne mujhe bheje hai.n ye parvaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
go sab ko baham saaGar o baada to nahii.n thaa
ye shahr udaas itnaa ziyaada to nahii.n thaa