SEARCH RESULTS
Showing search results for "braahiim"
Nazm MATCHES FOR "braahiim"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj tujh se judaa hai.n to kal baham ho.nge
ye raat bhar kii judaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
la-ilaha-illallah
ye daur apne baraahiim kii talaash me.n hai
sanam-kada hai jahaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
be-rahm thaa chaumukh pathraa.o
ye kaa.nch ke Dhaa.nche kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
beTe kaa biyaah ho to na byaahii na saathii hai
ne raushnii na baaje kii aavaaz aatii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
ai ishq kahin le chal
be-rahm zamaane ko ab chho.D rahe hai.n ham
bedard aziizo.n se mu.nh mo.D rahe hai.n ham
Akhtar Shirani
Nazm
ramaen ka ek sin
letii kisii faqiir ke ghar me.n agar janam
hote na merii jaan ko saamaan ye baham
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
ho musalmaan us me.n yaa hinduu
bodh maz.hab ho yaa ki ho brahamuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
latiif nuur kii parchhaa.iyaa.n sii pa.Dtii hu.ii
baham ye hairat o maanuusiyat kii sargoshii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aalam kitne
laala-o-gul ke tabassum se shafaq phuulegii
har taraf rang nazar aa.e.nge baaham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hum to majbur the is dil se
jaise rindadan-e-balaa-nosh jo mil baiThe.n baham
mai-kade me.n safar-e-jaam bapaa rahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pyara hindostan
kaise kaise bhiim kha.De hai.n
jharne gir gir paa.nv pa.De hai.n