SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "chaa.e"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
cigarete.n chaa.e dhu.aa.n raat ga.e tak bahse.n
aur ko.ii phuul saa aa.nchal kahii.n nam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
chaa.e kii pyaalii me.n niilii tablet gholii
sahme sahme haatho.n ne ik kitaab phir kholii
Bashir Badr
Ghazal
kuucha-e-jaa.n par gahre baadal chhaa.e rahe.nge 'zeb'
us kii khi.Dkii ke parde bhaarii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
sher jaisaa bhii ho is shahr me.n pa.Dh sakte ho
chaa.e jaisii bhii ho aasaam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
zaraa sii chaa.e girii aur daaG daaG varaq
ye zindagii hai ki aKHbaar kaa taraashaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
chhappar ke chaa.e-KHaane bhii ab uu.nghne lage
paidal chalo ki ko.ii savaarii na aa.egii
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
chaa.e kii pyaalii me.n tasviir vahii hai ki jo thii
yuu.n chale jaane se mehmaan kahaa.n jaataa hai