SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaa.e"
Nazm MATCHES FOR "chaa.e"
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n
Ibn e Insha
Nazm
teri aawaz
raat sunsaan thii bojhal thii.n fazaa kii saa.nse.n
ruuh par chhaa.e the be-naam Gamo.n ke saa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
yaad-e-aligarh
vo chaa.e kii pyaalii pe yaaro.n ke jalse
vo sardii kii raate.n vo zulfo.n ke qisse
Aabidullah Ghazi
Nazm
aaghaz
kin KHayaalaat me.n yuu.n rahtii ho kho.ii kho.ii
chaa.e kaa paanii patiilii me.n ubal jaataa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
dorahe
chaa.e me.n pa.Dtaa rahegaa aur kitne din namak
band kamre me.n pa.Dhogii aur kitne din KHutuut
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
roe bhagat kabir
ik-duuje ko jaahil samjhe.n naT-khaT buddhiivaan
metro me.n jo chaa.e pilaa.e bas vo baap samaan
Habib Jalib
Nazm
ammi
kabhii kaalii chaa.e kabhii gorii chaa.e
banaa kar nivaale khilaatii hai.n ammii
Abdul Bari Arif Jamali
Nazm
fareb
shakar ke badle namak chaa.e me.n milaatii huu.n
vo kah rahii thii ki na.ngii kalaa.iyaa.n merii