SEARCH RESULTS
Showing search results for "ek ehsaas"
Ghazal MATCHES FOR "ek ehsaas"
Ghazal
kisii taariikii kaa ehsaas na hone paa.e
sham.a kii tarah har ik gaam pe jalnaa siikho
Ehsas Gayawi
Ghazal
'farhat' ehsaas ab aisaa bhii ik aahang ki log
sun ke ash'aar tire naachne gaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
vahaa.n bas ik dil-e-KHaalii thaa aur miyaa.n-'ehsaas'
na ishq un ko hu.aa thaa na hone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ajiib tarz-e-taGazzul hai ye miyaa.n 'ehsaas'
ki jism-o-ruuh ko ik sur me.n gaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ajiib tarz-e-taGazzul hai ye miyaa.n 'ehsaas'
ki jism-o-ruuh ko ik saath gaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
aaj ik husn ne bheje the sipaahii apne
farhat-ehsaas mohabbat me.n giraftaar gayaa
Farhat Ehsas
Ghazal
'farhat-ehsaas' ek dam aashiq hu.e the jaane kis ke
dekhte hii dekhte aa.ankho.n se ojhal ho ga.e the
Farhat Ehsas
Ghazal
taaki ik ghar me.n rahe to duusraa mahfil me.n ho
'farhat-ehsaas' apne jaisaa duusraa paidaa karo
Farhat Ehsas
Ghazal
siina phulaa ke aise masjid se aa rahe hai.n
allaah-miyaa.n pe jaise ehsaan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ik din jo 'farhat-ehsaas' uTThaa namaaz pa.Dhne
dekhaa ki masjide.n KHud but-KHaana ho rahii hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
banaa hai shahr kaa sarmaaya-kaar yuu.n 'ehsaas'
ki ik halaal lagaane me.n sau haraam lagaa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
khaayaa thaa kis ke haath se 'ehsaas-jii' ne paan
KHuun-e-badan sab us kii bas ik piik me.n milaa
Farhat Ehsas
Ghazal
zamaane-bhar se hai 'ehsaas-jii' kii chaal alag
har ek bazm me.n vo bad-chalan se aate hai.n