SEARCH RESULTS
Showing search results for "goshe"
Ghazal MATCHES FOR "goshe"
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa dil halqa-ba-gosh-e-yaar thaa
us ne to saare shahr ko kar ke Gulaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
ne muzhda-e-visaal na nazzaara-e-jamaal
muddat hu.ii ki aashtii-e-chashm-o-gosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ne tiir kamaa.n me.n hai na sayyaad kamii.n me.n
goshe me.n qafas ke mujhe aaraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jo zamaane ko buraa kahte hai.n KHud hai.n vo bure
kaash ye baat tire gosh-e-giraa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
goshe badal badal ke har ik raat kaaT dii
kachche makaa.n me.n ab ke bhii barsaat kaaT dii
Tahir Faraz
Ghazal
dasht karnaa hai hame.n shahr ke ik goshe ko
to chalo kaam pe ham saare divaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
goshe me.n tirii chashm-e-siyah-mast ke dil ne
kii jab se jagah KHaana-e-KHummaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham to us vaqt bhii raushan the kisii goshe me.n
jab zamaane ko charaaGo.n kii zaruurat kam thii
Iqbal Ashhar
Ghazal
ye hamaaraa hai kisii aur kaa laasha to nahii.n
kis liye aa.nkh ke goshe tire nam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
bajaa hai gar na sune naala-haa-e-bulbul-e-zaar
ki gosh-e-gul nam-e-shabnam se pamba-aagii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
qayaam kartii thii vo mujh me.n suufiyo.n kii tarah
udaas ruuh ke goshe talaash kartii thii
Wasi Shah
Ghazal
darvesh hai.n ham aaKHir do-ik nigah kii ruKHsat
goshe me.n baiThe pyaare tum ko du.aa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam hai ye ki gosh-e-bashar tak hai be-niyaaz
honaa thaa ye ki banda kahe aur KHudaa sune