SEARCH RESULTS
Showing search results for "goshe"
Nazm MATCHES FOR "goshe"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
goshe goshe me.n sulagtii hai chitaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
yaad
viiraana-e-hayaat ke ek ek goshe me.n
jogan ko.ii sitaar bajaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
hinDola
chahaar-samt mohalle ke goshe goshe me.n
fazaa me.n aaj bhii laa-raib guu.njte ho.nge
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
goshe me.n isii qasr ke do dil hai.n ham-aaGosh
sho.ale hai.n magar maslahat-e-vaqt se KHaamosh
Mahshar Badayuni
Nazm
israfil ki maut
gosh-e-shanvaa kii lab-e-goyaa kii maut
chashm-e-biinaa kii dil-e-daanaa kii maut
Noon Meem Rashid
Nazm
bewa ki KHud-kushi
haa.n magar ik samt ik goshe me.n ko.ii nauhagar
le rahii hai karvaTo.n par karvaTe.n dil thaam kar
Kaifi Azmi
Nazm
hello best friend
jaise pyaasaa ko.ii aa kar lab-e-dariyaa machlaa
jaise kohsaar ke goshe pe musaafir sa.nbhlaa
Balmohan panday
Nazm
dariche ke qarib
mish.ale.n le ke sar-e-shaam nikal aate hai.n
un me.n har shaKHs ke siine ke kisii goshe me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai