SEARCH RESULTS
Showing search results for "jafaa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "jafaa.o.n"
Ghazal
are o jafaa.o.n pe chup rahne vaalo
KHamoshii jafaa.o.n kii taa.iid bhii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
husn ne apnii jafaa.o.n pe bahaa.e aa.nsuu
ishq ko apnii shikaayaat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
vo mujh ko bhuul chukaa ab yaqiin hai varna
vafaa nahii.n to jafaa.o.n kaa silsila rakhtaa
Iffat Zarrin
Ghazal
aap hii apnii jafaa.o.n pe pashemaan hai.n vo
un ko mahjuub ziyaada dil-e-naashaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
rahne de jafaa.o.n kii ka.Dii dhuup me.n mujh ko
saa.e me.n to har shaKHs Thahar jaa.e hai pyaare
Kaleem Aajiz
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
KHuub samjhaayaa hai ye kaatib-e-qismat ne hame.n
jo mayassar ho jahaa.n me.n use qismat samjho
Saba Akbarabadi
Ghazal
be-naqaab un kii jafaa.o.n ko kiyaa hai mai.n ne
vaqt ke haath me.n aa.iina diyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Ghazal
us kii har baat jafaa-pesha hu.ii hai aksar
zaKHm kaa KHauf kabhii us ko bhii dahlaa.egaa
Indira Varma
Ghazal
tajaahul apnii jafaa.o.n pe aur mahshar me.n
KHudaa ke saamne kahte ho tum KHayaal nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
dekh kar un kii jafaa.o.n kaa KHuluus
mai.n vafaa ke naam par sharmaa gayaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
dar-parda jafaa.o.n ko agar jaan ga.e ham
tum ye na samajhnaa ki buraa maan ga.e ham
Saifuddin Saif
Ghazal
vo apnii jafaa.o.n kaa asar dekh rahe hai.n
mai.n ma.anii-e-tasliim-o-razaa dekh rahaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tamhiid-e-sitam aur hai takmiil-e-jafaa aur
chakhne kaa mazaa aur hai piine kaa mazaa aur