SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaavish"
Ghazal MATCHES FOR "kaavish"
Ghazal
rokaa anaa ne kaavish-e-be-suud se mujhe
us but ko apnaa haal sunaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
uzr-e-parhez pe kahtaa hai biga.D kar saaqii
hai tire dil me.n vahii kaavish-e-anjaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
rasm kaavish to nahii.n thii jo miTaa dii tuu ne
haath parda to nahii.n thaa jo uThaa baiThaa hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
kaavish-e-dard-e-jigar kii lazzato.n ko bhuul kar
maa.il-e-aaraam o mushtaaq-e-shifaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mushagaafiyaa.n hai.n giraa.n tab-e-ishq par
kis ko dimaaG-e-kaavish-e-zaat-o-sifaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tujh ko paa.e to 'vahiid' apne KHudaa ko paa le
kaavish-e-ma.arfat-e-zaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
kaavish kaa dil kare hai taqaazaa ki hai hunuuz
naaKHun pe qarz is girah-e-niim-baaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
naa-gahaa.n is rang se KHuunaaba Tapkaane lagaa
dil ki zauq-e-kaavish-e-naaKHun se lazzat-yaab thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sad-shukr ki is haal me.n jiite to hai.n 'naasir'
haasil na sahii kaavish-e-haasil to vahii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge