SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatkaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "khatkaa.ii"
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
paayaa hai sab ne dil magar is dil ke baavajuud
ik shai milii hai dil me.n khaTaktii hu.ii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
tujh se mil kar bhii na tanhaa.ii miTegii merii
dil me.n rah rah ke yahii baat khaTaktii kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaid
masjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
haath aa.nkho.n pe rakh lene se KHatra nahii.n jaataa
diivaar se bhau.nchaal ko rokaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ye mu.aamle hai.n naazuk jo tirii razaa ho tuu kar
ki mujhe to KHush na aayaa ye tariiq-e-KHaanqaahii
Allama Iqbal
Ghazal
mire kaduu ko Ganiimat samajh ki baada-e-naab
na madrase me.n hai baaqii na KHaanqaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
thaa zindagii me.n marg kaa khaTkaa lagaa hu.aa
u.Dne se pesh-tar bhii miraa rang zard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ham to ga.e the shaiKH ko insaan buujh kar
par ab se KHaanqaah me.n jaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gulzar
Ghazal
dekhiye naala-e-dil jaa ke lagaa.e kis se
jis kaa khaTkaa thaa vahii mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saath manzil thii magar KHauf-o-KHatar aisaa thaa
umr-bhar chalte rahe log safar aisaa thaa
Rahat Indori
Ghazal
uThaa mai.n madrasa o KHaanqaah se Gamnaak
na zindagii na mohabbat na ma.arifat na nigaah