SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatkaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "khatkaa.ii"
Nazm
ek aarzu
maanuus is qadar ho suurat se merii bulbul
nanhe se dil me.n us ke khaTkaa na kuchh miraa ho
Allama Iqbal
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
26 january
mujrim huu.n mai.n agar to gunahgaar tum bhii ho
ai rahbaraan-e-qaum KHataa-kaar tum bhii ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
makan
din pighaltaa hai usii tarah saro.n par ab tak
raat aa.nkho.n me.n khaTaktii hai siyah tiir liye
Kaifi Azmi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kyuu.n jaan-e-hazii.n KHatra-e-mauhuum se nikle
kyuu.n naala-e-hasrat dil-e-maGmuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
ek makDa aur makkhi
makkhii ne sunii jab ye KHushaamad to pasiijii
bolii ki nahii.n aap se mujh ko ko.ii khaTkaa
Allama Iqbal
Nazm
ek gae aur bakri
sau tarah kaa bano.n me.n hai khaTkaa
vaa.n kii guzraan se bachaa.e KHudaa
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
KHush-nashii.n hai.n ki chashm o dil kii muraad
dair me.n hai na KHaanqaah me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surKH sitara
aur us raat kii taariikii me.n kho jaa.e.nge
maktab o KHaanqah o dair o kaliisaa o haram
Amir Usmani
Nazm
ishq aawara-mizaj
zehn me.n tho.De se vaqfe se khaTaktii hu.ii phaa.ns
aur dukhtaa hu.aa dil
Fahmida Riaz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
us vaqt qibla jhuk ke karuu.n aap ko salaam
phir naam bhii huzuur jo le.n KHaanqaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
apni taswir mujhe aap banani hogi
lab o ruKHsaar kii KHattaatii kii
jo varaq likkhe the
Naseem Syed
Nazm
yakum may
ba.az aise the jo sarmaa.e ke Thekedaar the
kahte the mazduur ko KHar aur KHud KHar-kaar the