SEARCH RESULTS
Showing search results for "khauf"
Ghazal MATCHES FOR "khauf"
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
savaal-e-vasl par un ko aduu kaa KHauf hai itnaa
dabe ho.nTo.n se dete hai.n javaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jin charaaGo.n ko havaa.o.n kaa ko.ii KHauf nahii.n
un charaaGo.n ko havaa.o.n se bachaayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
'qamar' zaraa bhii nahii.n tum ko KHauf-e-rusvaa.ii
chale ho chaa.ndnii shab me.n unhe.n bulaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ek KHauf saa rahtaa hai mire dil me.n hamesha
kis ghar se tirii yaad na jaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
hai diip tirii yaad kaa raushan abhii dil me.n
ye KHauf hai lekin jo havaa aa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
vo kha.Daa hai ek baab-e-ilm kii dahliiz par
mai.n ye kahtaa huu.n use is KHauf me.n daaKHil na ho