SEARCH RESULTS
Showing search results for "khoj"
Ghazal MATCHES FOR "khoj"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
pahle talaashaa khet phir dariyaa kii khoj kii
baaqii kaa vaqt gehuu.n ke daano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham rahravaan-e-raah-e-fanaa hai.n bara.ng-e-umr
jaave.nge aise khoj bhii paayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
khoj me.n apnii nikalne kaa safar achchhaa lagaa
lamha-lamha KHud ko paane me.n milii raahat mujhe
Fauzia Mughal
Ghazal
ko.ii miltaa hai to ab apnaa pata puuchhtaa huu.n
mai.n tirii khoj me.n tujh se bhii pare jaa niklaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
khoj rahaa hai aaj bhii vo guular kaa phuul
duniyaa to afvaah u.Daa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
sahar ko khoj charaaGo.n pe inhisaar na kar
havaa se dostii rakh us kaa e'tibaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ye doraahaa hai chalo tum ra.ng-o-buu kii khoj me.n
ham chale sahraa-e-dil kii baaGbaanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
tah tak mai.n khoj aayaa hu.aa Garq baar baar
aayaa na phir bhii tairnaa ma.njhdaar-e-ishq me.n
Ashraf Shad
Ghazal
jis KHaak-e-paa kii khoj me.n tuu thak gayaa hai 'Gam'
milnaa hai ek din isii gard-o-Gubaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
Bedil Haidri
Ghazal
ham khoj me.n jis kii hai.n pareshaan azal se
biimaar kii aa.nkho.n ne vo dar Dhuu.nD liyaa kyaa
Shariq Kaifi
Ghazal
niyyat-e-zuleKHaa kii khoj me.n rahe duniyaa
apnii be-gunaahii ko dil gavaah kaafii hai