SEARCH RESULTS
Showing search results for "kundan"
Ghazal MATCHES FOR "kundan"
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tapaa huu.n aatish-e-dauraa.n me.n 'naayaab'
to ab jaa kar kahii.n kundan banaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
ranj-o-alam kii bhaTTii me.n 'naayaab' Daal kar
kundan banaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
pyaar kii aag banaa detii hai kundan jin ko
un ke zehno.n me.n bhalaa zaat kahaa.n hotii hai
Ahmad Rahi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tap ke kundan kii maanind nikhraa junuu.n
jis qadar Gam ba.Dhaa ba.Dh ga.e hausle
Sahir Lakhnavi
Ghazal
aabruu husn kii daulat se milii hai tum ko
ra.ng kundan saa hai zardaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
soch tumhaarii kundan ban kar damkegii
kisii kii taptii yaado.n me.n tum Dhalaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
Shahab Jafri
Ghazal
miraa dil ku.ndan husn kaa khaan hai tuu
nahii.n hai sunaarii taqaazaa kaa haajat