SEARCH RESULTS
Showing search results for "maato.n"
Ghazal MATCHES FOR "maato.n"
Ghazal
baKHt so.e hai.n bahut jaag ke ai daur-e-zamaa.n
na abhii niind ke maato.n ko jagaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
maut kii nii.nd ke maato.n pe na kyuu.n rashk aa.e
jaagnaa hai unhe.n ha.ngaama-e-mahshar ban ke
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
mehrbaa.n maut ne mato.n ko jilaa rakkhaa hai
varna jiine me.n yahaa.n KHaak mazaa rakkhaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ek ik mohara sa.nbhal kar rakh bisaat-e-adl par
aaj baazii haath aa.ii hai ka.ii maato.n ke baad
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
khelne vaale to bas das biis shatranjii rahe
dekhne vaalo.n ko shah-maato.n pe shah-maate.n milii.n
Karam Hyderabadi
Ghazal
'aKHtar'-ziyaa.ii nii.nd ke maato.n ke shahr me.n
kuchh log hoshiyaar hai.n tuu jaag to sahii
Akhtar Ziai
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
sahar qariib hai taaro.n kaa haal kyaa hogaa
ab intizaar ke maaro.n kaa haal kyaa hogaa
Unknown
Ghazal
mai.n us se judaa huu.n vo mujh se judaa hai
mohabbat ke maaro.n pe fazl-e-KHudaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ham se ik baar bhii jiitaa hai na jiitegaa ko.ii
vo to ham jaan ke khaa lete hai.n maate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
taa gunahgaarii me.n ham ko ko.ii mat.uu.n na kare
haath me.n naama-e-taqdiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
du.aa.e.n loriyaa.n maa.o.n ke paas chho.D aa.e
bas ek nii.nd bachii hai KHariid laa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
yaad-e-aashob kaa aalam to vo aalam hai ki ab
yaad masto.n ko tirii yaad bhii darkaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
dil ke maaro.n kaa na kar Gam ki ye andoh-nasiib
zaKHm bhii dil me.n na hotaa to karaahe jaate