SEARCH RESULTS
Showing search results for "musalmaan"
Ghazal MATCHES FOR "musalmaan"
Ghazal
ka.abe me.n musalmaan ko kah dete hai.n kaafir
but-KHaane me.n kaafir ko bhii kaafir nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
umr saarii to kaTii ishq-e-butaa.n me.n 'momin'
aaKHirii vaqt me.n kyaa KHaak musalmaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
karte ho 'daaG' duur se but-KHaane ko salaam
apnii tarah ke ek musalmaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
hinduu bhii sukuu.n se hai musalmaa.n bhii sukuu.n se
insaan pareshaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Ghazal
kaafir hai musalmaa.n to na shaahii na faqiirii
momin hai to kartaa hai faqiirii me.n bhii shaahii
Allama Iqbal
Ghazal
shaa.ista-e-sohbat ko.ii un me.n nahii.n 'asGar'
kaafir nahii.n dekhe ki musalmaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us but ke pujaarii hai.n musalmaan hazaaro.n
big.De hai.n isii kufr me.n iimaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
hairat hai ki mai-KHaane me.n jaataa nahii.n zaahid
jannat me.n musalmaan se jaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
Ghazal
hinduu ko hinduu musalmaan ko likkhuu.n muslim
kabhii in dono.n ko ik saath na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
vaa.iz to banaate hai.n musalmaan ko kaafir
afsos ye kaafir ko musalmaa.n na kare.nge