SEARCH RESULTS
Showing search results for "na.nge"
Ghazal MATCHES FOR "na.nge"
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kis dard se kisii ne kahaa aaj bazm me.n
achchhaa ye hai vo na.ng-e-mohabbat yahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab to badnaamii se shohrat kaa vo rishta hai ki log
na.nge ho jaate hai.n aKHbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko to sikhaa dii hai afra.ng ne zindiiqii
is daur ke mullaa hai.n kyuu.n na.ng-e-musalmaanii
Allama Iqbal
Ghazal
hai na.ng-e-siinaa dil agar aatish-kada na ho
hai aar-e-dil nafas agar aazar-fishaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo na.ng-e-aadmi.yat hii sahii par ye bataa ai dil
puraane dosto.n ko is tarah kyaa chho.D dete hai.n
Shuja Khaavar
Ghazal
ibtidaa me.n jinhe.n ham na.ng-e-vafaa samjhe the
hote hote vo gile husn-e-bayaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Wasim Nadir
Ghazal
baiThnaa Gairo.n me.n kab hai na.ng-e-yaar
phuul gul hote hii hai.n KHaaro.n ke biich