SEARCH RESULTS
Showing search results for "nadii"
Ghazal MATCHES FOR "nadii"
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ek hii naddii ke hai.n ye do kinaare dosto
dostaana zindagii se maut se yaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Duub jaa.uu.n to ko.ii mauj nishaa.n tak na bataa.e
aisii naddii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
yahaa.n to jo bhii hai aab-e-ravaa.n kaa aashiq hai
kisii ne KHushk nadii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
nadii ne dhuup se kyaa kah diyaa ravaanii me.n
ujaale paa.nv paTakne lage hai.n paanii me.n
Rahat Indori
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo kuchh gahrii soch me.n aise Duub gayaa hai
baiThe baiThe nadii kinaare Duub gayaa hai
Aanis Moin
Ghazal
kachche gha.De ne jiit lii naddii cha.Dhii hu.ii
mazbuut kashtiyo.n ko kinaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
pahaa.D guu.nje.n nadii gaa.e ye zaruurii hai
safar kahii.n kaa ho dil me.n kisii kaa pyaar bhii rakh
Nida Fazli
Ghazal
mohabbate.n vo puraanii kahaa.n se laa.e.n ham
rukii nadii me.n ravaanii kahaa.n se laa.e.n ham
Varun Anand
Ghazal
jahaa.n hai pyaas vahaa.n sab gilaas KHaalii hai.n
jahaa.n nadii hai vahaa.n tishnagii bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
us ne pe.D se kuud ke jaane kitne Gote khaa.e
bandar ko jab lagaa nadii me.n giraa hu.aa hai chaa.nd
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
nadii ke paar kha.Daa hai ko.ii charaaG liye
nadii ke paar utar jaanaa chaahte hai.n ham