SEARCH RESULTS
Showing search results for "nadii"
Nazm MATCHES FOR "nadii"
Nazm
ek aarzu
saf baa.ndhe dono.n jaanib buuTe hare hare ho.n
naddii kaa saaf paanii tasviir le rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ravaa.n hai chhoTii sii kashtii havaa.o.n ke ruKH par
nadii ke saaz pe mallaah giit gaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza ghaalib
mahfil-e-hastii tirii barbat se hai sarmaaya-daar
jis tarah naddii ke naGmo.n se sukuut-e-kohsaar
Allama Iqbal
Nazm
himala
aatii hai naddii faraaz-e-koh se gaatii hu.ii
kausar o tasniim kii maujo.n ko sharmaatii hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
aadhi raat
fazaa-e-niim-shabii nargis-e-KHumaar-aaluud
ka.nval kii chuTkiyo.n me.n band hai nadii kaa suhaag
Firaq Gorakhpuri
Nazm
masjid
ek viiraan sii masjid kaa shikasta saa kalas
paas bahtii hu.ii naddii ko takaa kartaa hai