SEARCH RESULTS
Showing search results for "paTrii"
Ghazal MATCHES FOR "paTrii"
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ik parii ke saath maujo.n par Tahaltaa raat ko
ab bhii ye qudrat kahaa.n hai aadmii kii zaat ko
Bashir Badr
Ghazal
ishq ne rail kii paTrii pe liTaayaa jis ko
thaa javaa.n-mard javaa.n-mard bhii aisaa-vaisaa
Komal Joya
Ghazal
gaa.Dii aatii hai lekin aatii hii nahii.n
rail kii paTrii dekh ke thak jaataa huu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
paTrii pe leT jaa.uu.ngaa sarvat nahii.n huu.n mai.n
par jaantaa huu.n rail kaa pahiya udaas hai
Imran Rahib
Ghazal
rail kii paTrii par merii shohrat rakh dii
bus ke pahiyo.n se rozii-roTii baa.ndhii
Bashir Badr
Ghazal
abhii mai.n rail kii paTrii se duur baiThaa huu.n
abhii hai vaqt agar ho sake manaa le mujhe
Azad Husain Azad
Ghazal
Khan Janbaz
Ghazal
mai.n musaafir thii ki manzil hii nahii.n thii jis kii
tuu mire saath kisii rail kii paTrii jaisaa
Isma Hadia
Ghazal
rail kii paTrii pe so jaate hai.n log
kitnii aasaa.n KHud-kushii hai shahr me.n
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
mai.n ne badlii hai.n rivaayaat puraanii varna
mai.n bhii 'faisal' kisii paTrii se uThaayaa jaataa
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
Shahid Karim
Ghazal
ik baar jo utar gayaa paTrii se dosto
dekhaa yahii ki phir vo hu.aa umr bhar KHaraab