SEARCH RESULTS
Showing search results for "pesh"
Ghazal MATCHES FOR "pesh"
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tanhaa na kaT sake.nge javaanii ke raaste
pesh aa.egii kisii kii zaruurat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
roz-e-hisaab jab miraa pesh ho daftar-e-amal
aap bhii sharmsaar ho mujh ko bhii sharmsaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
hashr me.n pesh-e-KHudaa faisla is kaa hogaa
zindagii me.n mujhe us gabr ko tarsaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
pesh kartaa huu.n mai.n KHud apnii giraftaarii 'alii'
un se kahnaa ki mujhe zer-e-hiraasat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
utnaa hii mujh ko apnii haqiiqat se bod hai
jitnaa ki vahm-e-Gair se huu.n pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye haal hai ki ka.ii raaste hai.n pesh-e-nazar
magar KHayaal tirii rah-guzar ko jaataa hai