SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuthne"
Ghazal MATCHES FOR "ruuthne"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sabhii apne nazar aate hai.n ba-zaahir lekin
ruuThne vaalaa hai ko.ii na manaane vaalaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
ruuThne aur manaane kii hade.n milne lagii.n
chashm-poshii ke saliiqe the shikaayaat ke saath
Parveen Shakir
Ghazal
ruuThne vaalo.n se itnaa ko.ii jaa kar puuchhe
KHud hii ruuThe rahe yaa ham se manaayaa na gayaa
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Kanval Malik
Ghazal
zabt-e-Gam-e-firaaq kii dil me.n kahaa.n sakat
zaalim ke ruuThne kii adaa kyaa karegii aaj
Nawaz Deobandi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
aaj bhii us ruuThne vaale se ye ummiid hai
merii jaanib dekh kar ik baar to muskaa.egaa