SEARCH RESULTS
Showing search results for "shar"
Ghazal MATCHES FOR "shar"
Ghazal
sub.h-e-furqat to qayaamat kii sahar hai yaa rab
apne bando.n ke liye aur sahar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
yaa shar-e-musalmaanii yaa dair kii darbaanii
yaa naara-e-mastaana kaaba ho ki but-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
har qadam dast-o-garebaa.n hai yahaa.n KHair se shar
ham bhii kis maarka-e-ja.ng-o-jadal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik shar-e-musalmaanii ik jazb-e-musalmaanii
hai jazb-e-musalmaanii sirr-e-falak-ul-aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
saudaagaraan-e-sho.alagii-e-shar ke dosh par
mushkiiz-gaa.n se jhaa.nktaa paanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
unhe.n kaho ki bahut Dher shor-o-shar na kare.n
mai.n Dar gayaa to ka.ii roz muskuraa.uu.ngaa na.ii.n
Aal-e-Umar
Ghazal
subuu na jaam na miinaa se mai pilaa be-shak
pilaa.e jaa mire saaqii yuu.nhii nazar se mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
KHudaa-o-ahrman badle vo iimaan-e-du.ii badlaa
huduud-e-KHair-o-shar badle mazaaq-e-kaafirii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke