SEARCH RESULTS
Showing search results for "shar"
Nazm MATCHES FOR "shar"
Nazm
tum nahin aae the jab
Gam ke paimaana-e-sar-shaar ko chhalkaate hu.e
barg-haa-e-lab-o-ruKHsaar ko mahkaate hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
ramaen ka ek sin
sadma ye shaaq aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sham-e-ayaadat
ye kaun muskuraahaTo.n kaa kaarvaa.n liye hu.e
shabaab-e-sher-o-ra.ng-o-nuur kaa dhu.aa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shaer log
dukh-bharii KHalq kaa dukh-bharaa dil hai.n ham
tab.a-e-shaa.er hai ja.ngaah-e-adl-o-sitam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n