SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafseer ibn e kaseer part 001 allama ibn e kaseer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "tafseer ibn e kaseer part 001 allama ibn e kaseer ebooks"
Ghazal
'siimaab' ham me.n aib o hunar KHud hai.n be-hisaab
ham kyaa kasii ke aib o hunar par nazar kare.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ruudaad-e-alam un se jo qaasid ne bayaa.n kii
farmaane lage ha.ns ke ye afsaana lage hai
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
baGair us ke ab aaraam bhii nahii.n aataa
vo shaKHs jis kaa mujhe naam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jab rone baiThtaa huu.n tab kyaa kasar rahe hai
ruumaal do do din tak juu.n abr tar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
is qadar musalsal thii.n shiddate.n judaa.ii kii
aaj pahlii baar us se mai.n ne bevafaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
aaj phir gardish-e-taqdiir pe ronaa aayaa
dil kii big.Dii hu.ii tasviir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
aa.iina dekh apnaa saa mu.nh le ke rah ga.e
saahab ko dil na dene pe kitnaa Guruur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
haal-e-marg-e-be-kasii sun kar asar ko.ii na ho
sach to ye hai aap saa bhii be-KHabar ko.ii na ho
Hasan Barelvi
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' kaafir ho kar KHudaa ke ghar me.n
peshaanii par hai qashqa zunnaar hai kamar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Thaanii thii dil me.n ab na mile.nge kisii se ham
par kyaa kare.n ki ho ga.e naa-chaar jii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
kyaa kahiye ruu-e-husn pe aalam naqaab kaa
mu.nh par liyaa hai mahr ne daaman sahaab kaa