SEARCH RESULTS
Showing search results for "takte"
Ghazal MATCHES FOR "takte"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
raah takte hai.n kahii.n duur ka.ii sust charaaG
aur havaa tez hu.ii jaatii hai achchhaa mire dost!
Idris Babar
Ghazal
ham jo be-ghar hai.n hame.n KHuub samajh aataa hai
kis nazar se hame.n takte hai.n Thikaane vaale
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
baaGbaano.n ko ajab ranj se takte hai.n gulaab
gul-farosh aaj bahut jamaa hai.n gulzaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
Gair ko raah ho ghar me.n tire sub.haan-allaah
aur ham duur se dar ko tire takte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
vo hame.n jab tak nazar aataa rahaa takte rahe
giilii aa.nkho.n ukh.De lafzo.n se du.aa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
sakta hai baiThe saamne takte hai.n un kii shakl
kyaa ham bhii aks-e-aa.iina-e-yaar ho ga.e
Hairat Allahabadi
Ghazal
haa.e vo aa.nkhe.n TaaT ko takte hii bujh ga.ii.n
haa.e vo dil ki jaanib-e-maKHmal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kaun bataa.e kaun sujhaa.e kaun se des sidhaar ga.e
un kaa rasta takte takte nain hamaare haar ga.e