SEARCH RESULTS
Showing search results for "uchaaT"
Ghazal MATCHES FOR "uchaaT"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ishq kaa jalaa huu.n miraa kuchh nahii.n ilaaj
vo pe.D kyaa haraa ho jo ja.D se ukhaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uchaaT dil kaa Thikaanaa kisii ko kyaa maaluum
ham apne aap se bichh.De to phir kahaa.n ho.nge
Ibrahim Ashk
Ghazal
tasviir ke se taa.ir KHaamosh rahte hai.n ham
jii kuchh uchaT gayaa hai ab naala o fuGaa.n se
Meer Taqi Meer
Ghazal
un bevafaa buto.n se tabii.at uchaT ga.ii
ab to KHudaa se apnii lage lau KHudaa kare
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nii.nd aa aa kar uchaT jaatii hai terii yaad me.n
taar-e-bistar nashtar-e-aaGosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Zia Zameer
Ghazal
bachpan tamaam buu.Dhe savaalo.n me.n kaT gayaa
school kii kitaabo.n se ab jii uchaT gayaa
Hosh Jaunpuri
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
manzil kii dhuum dhaam se jab jii uchaT gayaa
rah-giir jaise sai.nka.Do.n rasto.n me.n baT gayaa
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
kahii.n pe dast-e-nigaarii.n kahii.n lab-e-laalii.n
vo sote sote mirii nii.nd kaa uchaT jaanaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
zindagii-bhar kii nii.nde.n uchaT jaa.e.ngii
saaya-e-zulf me.n baiThnaa jurm hai
Rishi Patialvi
Ghazal
ba.ngle me.n jaa ke KHaak rahe ko.ii 'mus.hafii'
kar de.n hai.n aadmii kaa yahaa.n jii uchaaT saa.np
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kuchh din to be-gharii kaa tamaasha bhii dekh luu.n
yuu.n bhii hai jii uchaaT puraane makaan se