SEARCH RESULTS
Showing search results for "uke"
Ghazal MATCHES FOR "uke"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
tum aake lauT ga.e phir bhii ho yahii.n maujuud
tumhaare jism kii KHushbuu mire makaan me.n hai
Abbas Dana
Ghazal
aaKHir Dhal jaa.egaa ''jiivan-rog'' kaa suuraj
ham bhii ''okhe-din'' hai.n lekin kaT jaa.e.nge
Akhtar Shumar
Ghazal
hai ko.ii aasmaan me.n jis kii taraf se roz
aatii hai ek yaad-dahaanii mirii taraf
Zafar Iqbal
Ghazal
chauk.Dii bhuul ke mu.nh takte hai.n mujh vahshii ke
aake is paa.nv pe sar rakhte hai.n aahuu apnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ham kisii aur hii aalam me.n rahaa karte hai.n
ahl-e-duniyaa ne jahaa.n aake sataayaa bhii nahii.n
Siddiq Shahid
Ghazal
diivaar hii to.De.nge to ban paa.egaa rasta
ham aake jahaa.n ruk ga.e vo band galii hai
Wasim Nadir
Ghazal
e.azaaz-e-ra.ng-o-buu se navaazaa gayaa use
jis gul ke sar pe saaya-e-shaaKH-e-shajar na thaa
Asad Jafri
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke