SEARCH RESULTS
Showing search results for ",P8C"
Nazm MATCHES FOR ",p8c"
Nazm
jawab-e-shikwa
haram-e-paak bhii allaah bhii qur.aan bhii ek
kuchh ba.Dii baat thii hote jo musalmaan bhii ek
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
dev kaa jo saaya thaa paak ho gayaa aaKHir
raat kaa libaada bhii
Noon Meem Rashid
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
un paak bahishtii KHvaabo.n ke dilchasp fasaane bhuul ga.e
in KHvaabo.n sii yuu.n aazaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
saqi-nama
a.ndhere ujaale me.n hai taabnaak
man o tuu me.n paidaa man o tuu se paak
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
ai arz-e-paak terii hurmat pe kaT mare ham
hai KHuu.n tirii rago.n me.n ab tak ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin hai gautam kii aur naanak kii
is arz-e-paak pe vahshii na chal sake.nge kabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
narm dam-e-guftuguu garm dam-e-justujuu
razm ho yaa bazm ho paak-dil o paak-baaz
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
gard se paak hai havaa barg-e-naKHiil dhul ga.e
reg-e-navaah-e-kaazima narm hai misl-e-parniyaa.n
Allama Iqbal
Nazm
kaniz
huzuur mu.nh se ba rahii hai piik saaf kiijiye
huzuur aap to nashe me.n hai.n mu.aaf kiijiye
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
zamiin-e-hind ab aaraam-gaah hai un kii
is arz-e-paak se uTThii.n bahut sii tahziibe.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dosti ka hath
zamiin-e-paak hamaare jigar kaa Tuk.Daa hai
hame.n aziiz hai dehlii o lucknow kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
watan
ai vatan paak vatan ruuh-e-ravaan-e-ahraar
ai ki zarro.n me.n tire bu-e-chaman ra.ng-e-bahaar
Josh Malihabadi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
maah o saal aate, chale jaate hai.n
fasl pak jaatii hai, kaT jaatii hai