SEARCH RESULTS
Showing search results for ",SVz"
Nazm MATCHES FOR ",svz"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qalb me.n soz nahii.n ruuh me.n ehsaas nahii.n
kuchh bhii paiGaam-e-mohammad kaa tumhe.n paas nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
tumhaare des me.n aayaa huu.n dosto ab ke
na saaz-o-naGma kii mahfil na shaa.irii ke liye
Ahmad Faraz
Nazm
farman-e-KHuda
garmaa.o Gulaamo.n kaa lahuu soz-e-yaqii.n se
kunjishk-e-faromaaya ko shaahii.n se la.Daa do
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ravaa.n hai chhoTii sii kashtii havaa.o.n ke ruKH par
nadii ke saaz pe mallaah giit gaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
tariq ki dua
vo soz us ne paayaa unhii.n ke jigar me.n
kushaad-e-dar-e-dil samajhte hai.n us ko
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab saaz-e-azal kii fuGaa.n
jis se dikhaatii hai zaat zer-o-bam-e-mumkinaat
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
dekhtii hai halqa-e-gardan me.n saaz-e-dil-barii
KHuun-e-israa.iil aa jaataa hai aaKHir josh me.n