SEARCH RESULTS
Showing search results for ",inE"
Nazm MATCHES FOR ",ine"
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
shayad
jazbo.n ke bairii vaqt kii saazish na ho ko.ii
tumhaare is tarah har lamha yaad aane se
Jaun Eliya
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
nazar jhukaa.e hu.e aur badan churaa.e hu.e
KHud apne qadmo.n kii aahaT se jhe.nptii Dartii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
KHwab nahin dekha hai
mai.n ne muddat se ko.ii KHvaab nahii.n dekhaa hai
raat khilne kaa gulaabo.n se mahak aane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
heart-attack
pattaa pattaa mire afsurda lahuu me.n dhul kar
husn-e-mahtaab se aazurda nazar aane lagaa