SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिला"
Nazm MATCHES FOR "गिला"
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tarbiyat aam to hai jauhar-e-qaabil hii nahii.n
jis se ta.amiir ho aadam kii ye vo gil hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
isii sabab se falak kaa gila nahii.n karte
tire firaaq me.n ham dil buraa nahii.n karte
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nauha
saaqii se gilaa thaa tumhe.n mai-KHaane se shikva
ab zahr se bhii pyaas bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
mashwara
gila karo na zamaane kii sard-mehrii kaa
ki is KHataa me.n zamaane kaa kuchh qusuur nahii.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
tujh se ko.ii gila nahii.n mujh ko
mai.n tujhe bevafaa nahii.n kahtaa
Saifuddin Saif
Nazm
zohd aur rindi
mai.n ne ye kahaa ko.ii gila mujh ko nahii.n hai
ye aap kaa haq thaa ze-rah-e-qurb-e-makaanii
Allama Iqbal
Nazm
munajat-e-bewa
Gam pahle aur baa'd KHushii hai
ra.nj kaa hai duniyaa ke gilaa kyaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
zindagi
mujh ko bhikshaa me.n magar zahr milaa
ho.nT tharraane lage jaise kare ko.ii gila