SEARCH RESULTS
Showing search results for "निकालिए"
Nazm MATCHES FOR "निकालिए"
Nazm
amrud aur mulla ji
kahaa amruud ne nikaaliye aap
chhiil kar kelaa us ko khaa.iye aap
Lateef Farooqi
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
KHaala ko maar nikaalaa hai
yaa jangal ke raajaa ke yahaa.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ki mai.n is gil-o-laa se is rang o roGan
se phir vo sharaare nikaaluu.n ki jin se
Noon Meem Rashid
Nazm
Diary
tum aa ke tinke se mujh ko baahar nikaal lenaa
''ko.ii nahii.n aa.egaa ye kii.De nikaalne ab
Gulzar
Nazm
tum bilkul hum jaise nikle
ham to hai.n pahle se vahaa.n par
tum bhii samay nikaalte rahnaa
Fahmida Riaz
Nazm
muflisi
ma.ashuuq apne paas na de us ko baiThne
aave jo raat ko to nikaale vahii.n use
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadha kamra
vo gha.De se patthar nikaal kar gin rahe the
aur kah rahe the mai.n is gha.De kaa baanii huu.n
Sara Shagufta
Nazm
yaad-e-aligarh
kabhii baat me.n baat yuu.nhii nikaalii
sar-e-raah ko.ii qayaamat uThaa lii