SEARCH RESULTS
Showing search results for "aadat"
Nazm MATCHES FOR "aadat"
Nazm
safar ke waqt
baras baras kii ho aadat kaa jab hisaab to phir
bahut sataatii ho jaanam bahut sataatii ho
Jaun Eliya
Nazm
hiras
mai.n jise pyaar kaa andaaz samajh baiThaa huu.n
vo tabassum vo takallum tirii aadat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo kamra yaad aata hai
ye kyaa aadat hai
jaltii dopahar me.n maare maare ghuumte ho tum
Javed Akhtar
Nazm
zohd aur rindi
shohra thaa bahut aap kii suufii-manushii kaa
karte the adab un kaa a.aalii o adaanii
Allama Iqbal
Nazm
aadat
muddato.n mai.n ik andhe ku.e.n me.n asiir
sar paTaktaa rahaa gi.Dgi.Daataa rahaa
Kaifi Azmi
Nazm
ek makDa aur makkhi
aa.o jo mire ghar me.n to izzat hai ye merii
vo saamne sii.Dhii hai jo manzuur ho aanaa
Allama Iqbal
Nazm
chand nasihaten
KHaak mehnat ho sakegii ho na jab haatho.n me.n zor
tandurustii ke liye varzish kii aadat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
rishwat
log ham se roz kahte hai.n ye aadat chho.Diye
ye tijaarat hai KHilaaf-e-aadmiyat chho.Diye
Josh Malihabadi
Nazm
nasirddin shah ke liye
merii aadaat badal jaatii hai.n
aur phir daaG nahii.n chhuuTte pahnii hu.ii poshaako.n ke