SEARCH RESULTS
Showing search results for "aap"
Nazm MATCHES FOR "aap"
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ai sharif insano
KHuun apnaa ho yaa paraayaa ho
nasl-e-aadam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
sapna aage jata kaise
chhoTaa saa ik gaa.nv thaa jis me.n
diye the kam aur bahut a.ndheraa
Muneer Niyazi
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
bas ek manzar-e-be-hijr-o-visaal hai jis me.n
ham apne aap hii kuchh rang bharte jaate hai.n
Jaun Eliya
Nazm
akele
aur phir TuuT ke gir jaate hai.n ye kahte hu.e
apnii tanhaa.ii liye aap chalo, tanhaa akele
Gulzar
Nazm
kal humne sapna dekha hai
us shaKHs ko apnaa dekhaa hai
vo shaKHs ki jis kii KHaatir ham
Ibn e Insha
Nazm
intizar
raat bhar diida-e-namnaak me.n lahraate rahe
saa.ns kii tarah se aap aate rahe jaate rahe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nauha
Dartaa huu.n kahii.n KHushk na ho jaa.e samundar
raakh apnii kabhii aap bahaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
wasoKHt
sach hai hamii.n ko aap ke shikve bajaa na the
be-shak sitam janaab ke sab dostaana the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
ham hai.n is kuTiyaa ke jogii
ham hai.n is nagrii ke vaalii
Ibn e Insha
Nazm
aam-nama
naama na ko.ii yaar kaa paiGaam bhejiye
is fasl me.n jo bhejiye bas aam bhejiye