SEARCH RESULTS
Showing search results for "hoor"
Nazm MATCHES FOR "hoor"
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
mire rab kii mujh par inaayat hu.ii
kahuu.n bhii to kaise ibaadat hu.ii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
mohabbat
ta.Dap bijlii se paa.ii huur se paakiizgii paa.ii
haraarat lii nafas-haa-e-masiih-e-ibn-e-maryam se
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
tuu ne hii raa.njhe kii ye ba.ndhvaaii aas
hiir thii furqat me.n bhii goyaa ki paas
Altaf Hussain Hali
Nazm
salam
garche likhii hu.ii thii shahaadat imaam kii
lekin mere husain ne hujjat tamaam kii
Parveen Shakir
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n