SEARCH RESULTS
Showing search results for "hoor"
Ghazal MATCHES FOR "hoor"
Ghazal
pii lii to kuchh pata na chalaa vo suruur thaa
vo us kaa saaya thaa ki vahii rashk-e-huur thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
kahte hai.n jis ko huur vo insaa.n tumhii.n to ho
jaatii hai jis pe jaan mirii jaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
radiif qaafiya bandish KHayaal lafz-garii
vo huur ziina utarte hu.e sikhaane lagii
Shahzad Qais
Ghazal
amiin-e-raaz hai mardaan-e-hur kii darveshii
ki jibra.iil se hai us ko nisbat-e-KHveshii
Allama Iqbal
Ghazal
minnato.n se bhii na vo huur-shamaa.il aayaa
kis jagah aa.nkh la.Dii haa.e kahaa.n dil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Unknown
Ghazal
kyaa sabab tuu jo biga.Dtaa hai 'zafar' se har baar
KHuu tirii huur-shamaa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
samajh ke huur ba.De naaz se lagaa.ii choT
jo us ne aa.ina dekhaa to KHud hii khaa.ii choT
Ahmad Husain Mail
Ghazal
na to mai.n huur kaa maftuu.n na parii kaa aashiq
KHaak ke putle kaa hai KHaak kaa putlaa aashiq
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us but ke liye mai.n havas-e-huur se guzraa
is ishq-e-KHush-anjaam kaa aaGaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
pa.Dh rahe the vo lab-e-huur hamaaraa qissa
yuu.n hii tho.Dii hu.aa mash.huur hamaaraa qissa