SEARCH RESULTS
Showing search results for "khabar"
Nazm MATCHES FOR "khabar"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
jab milii hogii use merii alaalat kii KHabar
Parveen Shakir
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
mujhe KHabar thii ki tere aa.nchal me.n
dard kii ret chhaantaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
walid ki wafat par
tumhaarii maut kii sachchii KHabar jis ne u.Daa.ii thii
vo jhuuTaa thaa
Nida Fazli
Nazm
tariq ki dua
KHabar me.n nazar me.n azaan-e-sahar me.n
talab jis kii sadiyo.n se thii zindagii ko
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tuu jahaa.n ke taaza fitno.n se nahii.n hai baa-KHabar
pahlaa mushiir
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n jaantaa huu.n ki duniyaa kaa KHauf hai tum ko
mujhe KHabar hai ye duniyaa ajiib duniyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
andha kabaadi
jin se shahr vaale be-KHabar!
ghuumtaa huu.n shahr ke gosho.n me.n roz o shab