SEARCH RESULTS
Showing search results for "talak"
Nazm MATCHES FOR "talak"
Nazm
jawab-e-shikwa
ab talak yaad hai qaumo.n ko hikaayat un kii
naqsh hai safha-e-hastii pe sadaaqat un kii
Allama Iqbal
Nazm
andesha
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
kab talak aa.nkh na kholegaa zamaane kaa zamiir
zulm aur jabr kii ye riit chalegii kab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
nigaah duur talak jaa ke lauT aa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm kii baat hii kyaa zulm kii auqaat hii kyaa
zulm bas zulm hai aaGaaz se anjaam talak
Sahir Ludhianvi
Nazm
hitch-hiker
kab talak ret kii diivaar sambhaale ko.ii
vo thakan hai ki meraa jism bhii Dah saktaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
raaten sachchi hain din jhuTe hain
chaahe kuchh ho mere aaKHirii saa.ns talak ab chaahe kuchh ho
Jaun Eliya
Nazm
intizar
abhii talak mirii tanhaa.iyo.n me.n bastii hai.n
taviil raate.n abhii tak taviil hai.n pyaarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
jo ahl-e-fazl aalim o faazil kahaate hai.n
muflis hu.e to kalma talak bhuul jaate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
roTiyan
jitne maze hai.n sab ye dikhaatii hai.n roTiyaa.n
roTii se jis kaa naak talak peT hai bharaa