SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamzam"
Nazm MATCHES FOR "zamzam"
Nazm
lamhon ki parastar
hukm-e-havvaa kii qasam jazba-e-aadam kii qasam
paak thii ruuh mirii chashma-e-zamzam kii qasam
Qateel Shifai
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
KHirad hu.ii hai zamaan o makaa.n kii zunnaarii
na hai zamaa.n na makaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dar-guzar
chho.D aa.e the sulagte hu.e maidaa.n me.n mujhe
e.Diyaa.n rag.Dii.n magar chashma-e-zamzam na milaa
Shaz Tamkanat
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
suurat-e-shamshiir hai dast-e-qazaa me.n vo qaum
kartii hai jo har zamaa.n apne amal kaa hisaab
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
vo la.al o lab ke tazkire, vo zulf o ruKH ke zamzame
vo kaarobaar-e-aarzuu vo valvale, vo hamhame
Amir Usmani
Nazm
hasan kuza-gar (4)
pyaape ravaa.n hai zamaa.n se zamaa.n tak
KHizaa.n se KHizaa.n tak
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
nadiim jaise nigal lii ho mai.n ne naag-phanii
z ishq-zaadam o ishqam kamusht zaar-o-dareG
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHudaon se kah do
aur saarii siskiyaa.n nuqra.ii zamzame ban jaa.e.n
jis din mujhe maut aa.e