- Index of Books 188340
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1969
Medicine918 Movements300 Novel4694 -
Book Categories
- Bait Bazi13
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1454
- Doha65
- Epics111
- Exegesis200
- Geet83
- Ghazal1180
- Haiku12
- Hamd46
- Humorous36
- Intikhab1590
- Keh mukarni6
- Kulliyat690
- Mahiya19
- Majmua5071
- Marsiya380
- Masnavi833
- Musaddas58
- Naat556
- Nazm1251
- Others70
- Paheli16
- Qasida189
- Qawwali19
- Qit'a62
- Quatrain297
- Quintuple17
- Rekhti13
- Remainders27
- Salaam33
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi30
- Translation74
- Wasokht26
Sher of Aish Meeruthi
karūñ kis kā gila kahte hue bhī sharm aatī hai
raqīb afsos apne hī purāne āshnā nikle
Aish Meeruthikarun kis ka gila kahte hue bhi sharm aati hai
raqib afsos apne hi purane aashna nikle
-
Tag : Raqeeb
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ye bhī koī zindagī meñ zindagī hai ham-nafas
dil kahīñ hai ham kahīñ haiñ aur jānāna kahīñ
Aish Meeruthiye bhi koi zindagi mein zindagi hai ham-nafas
dil kahin hai hum kahin hain aur jaanana kahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
uThāne vaale hameñ bazm se zarā ye dekh
ki TūTtā hai ġharīboñ kā aasrā kaise
Aish MeeruthiuThane wale hamein bazm se zara ye dekh
ki TuTta hai gharibon ka aasra kaise
-
Tag : Bebasi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
merī jannat tirī nigāh-e-karam
mujh se phir jaa.e ye ḳhudā na kare
Aish Meeruthimeri jannat teri nigah-e-karam
mujh se phir jae ye KHuda na kare
na milne par bhī use 'aish' pyaar kartā huuñ
yuuñ ūñchā kar diyā me.ār-e-zindagī maiñ ne
Aish Meeruthina milne par bhi use 'aish' pyar karta hun
yun uncha kar diya mear-e-zindagi main ne
-
Tag : Ishq
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
baḌhtī rahī nigāh bahakte rahe qadam
guzrā hai is tarah bhī zamāna shabāb kā
Aish MeeruthibaDhti rahi nigah bahakte rahe qadam
guzra hai is tarah bhi zamana shabab ka
saa.il aayā hai tire dar pe ḳhudī ko kho kar
dekhnā hai mujhe kyā aaj 'atā hotā hai
Aish Meeruthisail aaya hai tere dar pe KHudi ko kho kar
dekhna hai mujhe kya aaj 'ata hota hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
āñkhoñ ko tamanna hai ḳhāk-e-dar-e-jānāñ kī
ḳhāk-e-dar-e-har-kūcha iksīr nahīñ hotī
Aish Meeruthiaankhon ko tamanna hai KHak-e-dar-e-jaanan ki
KHak-e-dar-e-har-kucha iksir nahin hoti
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
-
Children's Literature1969
-