SEARCH RESULTS
Showing search results for "कार-गह"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "कार-गह"
Ghazal
hunar kii kaar-gah se shai ajab nikal aa.e
mai.n din banaataa rahuu.n aur vo shab nikal aa.e
Javed Shaheen
Sher
dilo.n kii shiishagarii kaar-gah-e-hastii me.n
hunar ke zer o zabar se bhii TuuT saktii thii
Khaavar Jilani
Sher
kyaa KHuub tamaasha hai ye kaar-gah-e-hastii
har jism salaamat hai har zaat adhuurii hai
Ambareen Haseeb ambar
MORE MATCHES FOR "कार-गह"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
us ban me.n kiyaa kartii hai tap merii anaa bhii
is shahr me.n hai kaar-gah-e-arz-o-samaa bhii
Ameeq Hanafi
Ghazal
apnaa maslak hai yahii kaar-gah-e-razm-e-hayaat
kashmakash jaarii rahe ma.arka sar hone tak
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n